American.
Chinese.
Pakistani.
Chand par ponch gay
3no ne nechay jhank kar dekha to zamen pr 1 lambi line nazr aye.
American ye funelait ki building he
Chinese nhi ye
Dewar-E-Cheen he.
Pakistani paglo na ye koi building he or na koi dewar
ye pakistan mai UTILITY STORE k bahir aata lena walo ki line hay.
Ek Sheikh Doctor K Pass Gya Or Bo|A K Ghar Ja Kr Mareez Check Krnay Kitnay Pesay.
Doctor:300 Rs.
Sheikh:Chlain Doctor Shb.
Ghar Puhanchay To Docor Ne Pocha K Mareez Kahan Hai?
Sheikh: Mareez Koi Nahi Hai,
Taxi Wala 500 Mang Raha Tha,
once a king ask hisunshi k uski beti k leye larka dhondo
munshi ne beti ki omer pochi..
king:18
munshi:agar 18 saal ka na mila tu 9-9 saal k do le ao..
Kesy hain?
Halaat
Waqiat
Mashiyat
Urdu
English
Or
Islamiyat
Aap k shehar k wo
Rastay
Galyan
Sarkain
Or
Muhallaat
Azeez Rishtedar
Parosi
Puphiyan
Mamun
Chachy
Chotay
Baray
Jawan
Borhay
Bhai
Dost
Yar
Ghamkhuwar
Rafiq
Raqeeb
Or
Wo
Gharib
Bhokay
Or
Khan
Wo Tbligh walay
skool k Asatza
Masjid k Molvi Sahiban
Or Un k shagird
Shareef
Bdmash
or
Shetan
Sb theek hen na?
Or koi reh tu nhi gaya?
Sab ko mera Salam dijiye ga.