Kisi se nahi kaha teray fasanay ko...janay kaisay khaber hogai zamane ko...Gatter band hogaye saray shaher k...Tum bagarat ko kis ne kaha tha nahanay ko.
Ekdin Sardar sapne mein apni maut hote hue dekha.
Next day unhone apni ICICI BANK A/c. Close kar dia.
Why??
.
.
Because ICICI Bank''s Slogan : "WE MAKE YOUR DREAMS COME TRUE"........
Apni Zakat, Kheraat
Sadqat Aur Qurbani Ki Khalai''n
"K.E.S.C / WPDA"
Ko Dain ...
Is Se Aap Ko Aakhrat Main
Ghar Milega
Aur
Dunya Main Bijli Mile Gi ... ;->
1Admi Dosto Ki Mehfil SE Raat Late Ghr Gya
Dosto Ne Pucha K Bivi Ne Kuch Kaha To Nai
Admi Bola Naì Kuch Khas Naì BS YE
2Dant To Mai Wesay ß Niklwane Wala Tha
Father:Tumne college mai sub se mushkil kam konsa sikha.
Beta:2 kam sikhe,
Aik danto se bear ki botel kholna,
Dosra teiz andhi mai 1 teeli se cigarat jlana! ;-)
Ache d0st ki kh0bian..
1.kh0bsurat h0 magarmach ki trah
2.aqalmand h0 gadhe ki trah
3.phurtila h0 kachwe ki tarah
4.khulus wala h0
Kutay ki trah
5.hands0me h0 bandar ki trah..
A'' ha k0i shak nai tum mai t0 ye sari kh0bian hain pyare d0st;-)