Walk on ur own path..

Walk on ur own path..
Walk on ur own path..
Love in ur own way
Talk watever u wish 2 say..
Do wat ur heart
desires
&
One day
The world wil say




Hay he
DHEEETT ... =P ;->
  

May, 13 2010     167 chars (2 sms)     3386 views       Funny

more Funny SMS Messages

New song for all boys
ek larki ko dekha tu aisa
laga

kabhi chapal laga kabhi
taphar laga
kabhi muka pera
kabhi sendel pera
kabhi ghar mai peta
kabhi roar mai mara
mindar k gante sa bajta
gaya
hoooooooooooooo






ek larki........


SACH KA SAMNA Me Mat Jana.
10 LacS Jitne Par B Kuch Nahi Bachega.
30% TAX Me Jayega
or
Baki K 70%











DIVORCE Ka Vakeel le Jayega..
SARDAR Apne NOKAR Se:
"Garden Main Paani Dalo".

NOKAR:
"Sahab Barish Ho Rahi Hay".

SARDAR:
"Saaley, Kaam Choor! CHATRI Pakar K Daal".....!!!
Don''t Love Reliance Girl

She Is A 2yrs Warrenty Girl

Don''t Love Hutch Girl

She Follows U Where Ever You Go

So Love Only Landline Girl

She Will Be At Home.


A SciEntiFic Question:

Q: Paad Ki Smell Q Hotee Hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
A: Taakay Behray Loag Bhi Enjoy Kar Sakain ;-)
Agar 5 minute mein tumhara koi bhi msg nahi aayato..
To

tO

to

aaj apni dosti khatam...

Aur

Kal sa phir shuru


GOLDEN WORDS.....!







Chor yaar tu kanjar admi hai koun sa Amal karega
tawey per para POPCORN uchalta kyon hay?
?

?

?

?

?

?

?


?
khud beth ker dekho pata chal jaye ga....
Main Tmhare Ghar K
Bahar Kaafi Der Se
Khara Hoo
Shayad Bell Khraab Hy
Darwaza Kholo



























Aisa Bol Ker Kisi Ko
Tung Nahi Krna
Chahiye ... ;->
Dr: Aap pagal kaise huwe?
Pagal: kuch time pehle main ne ek bewa se shadi ki us ki jawan beti ne mere baap se shadi ki: yun wo meri saas ban gaye,un k ghar beti hui to rishte mai wo meri behn hui kiun k main us k baap ka beta tha,dosri taraf wo meri nawasi bhi hui, kiun k main us ki nani ka shohar tha, is liye main apni behn ka nana bana,phir mere ghar beta huwa, tu meri biwi ki beti, mere bete ki dadi bhi lagti thi kiun k wo meri soteli maa thi, chunache mera beta apni dadi ka bhai ban gaya aur main apne bete ka bhanja aur....
Dr: bas karo! Khuda k wastay bas karo warna main pagal hojaonga...


Jab Se Sardi ki Hui Hai Pehli Baarish,

Jism main Muslasal ho gai Hai Kharish,

Kuch Machcharon, Khatmaloon ki Bhi Hai Wajah,

Begum ne Bistra Alag Karney Ki, kee Hai Guzarish. :-)
Pathan Ka baita Awaaz badal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy.. "Maira baita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa sakta" Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay sy ßola.. Tum Kon baat Ker Rahay Hou? bacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu baat Ker Rahay Hain..