''Dil ki baat dil mein mat rakhna,
Jo pasand ho usse ILU kehna,
Agar wo gusse mein aa jaaey to darna mat,
Raakhi nikalna aur kehna pyari behna milti rehna.''
Kid: Ammi aaj abbu ne bus main mujhse kaha k Aunty ko bethne k liye jaga de do.
Mom: Phir tumne jaga di?
Kid: No.
Mom: Q?
Kid: Main to khud abbu ki goad main betha tha.