Part 2

Part 2
Part 2

iss aitbaar sey fee aikard 12000 sey zaid ka kharcha aata hai aur fasal ka aitbaar naheen.

Behtar yehi hai k fasal na bhoyein aur kissi sey lardayee kar lein

"6 mahiney hakumat sey chawal khao"

Mehkama Zaarat Hakumatey Punjab
  

May, 17 2010     245 chars (2 sms)     3012 views       Funny

more Funny SMS Messages

paki Guys to indians tum dekhtay raho. . .
kheltay raho. . .
kartay raho click
bhabi bana kar lay ayega sania ko shoaib malik. .
Friend Said to Me:

Mere Paas Ghar Hai,
Car Hai,
Computer Hai,
2,2 Mobile Phones Hain.

Tere Paas Kya Hai?


Maine Kaha:

Mere Paas.

.
.
.
.


Cheeni Hai. :-)
Lo meri girfriend ka
foto dekhoo,









Aage karo





Thoda&aage





Dikhi







Nahi dikhi























"KAMENAY"






Bhabhi ki nazar se dekhta to zaroor dikhti.->

Aik Bv ne apny Naraz Shohar ko msg Bheja (pora parhna)



Zara jo door jaty ho,

Tab ehsas hota hai

k baqi kuch nhi rehta

Mere jevan k angan main

Meri khushion k daman main

Tere bin kuch nhi rahta

Udasi Chahee rahti hai

Sapne Adhuray se lagte hain

Din Sadion se lagte hain

In Ankhon ki jalti lo Madhm parne lagti hai

Umeden marne lagti hain

Tere hathon se mere hath

Achank choot jate hain

Mere Armaan Roty hain

Tujhe awaz dete hain

Tujhe wapas Bulate hain

Suno Laot Aao na

Suno Laot Aao Na







Neez (: Aaty howy tandoor sy 15 Rotiyan Lety aana)
'Beti:Me Parosi Se love Krti Hun, !ORUs K Sath Bhag Rahi Hun
Dad:Thanks Beta Tm Mra Paisa or Waqt Bacha Rhi Ho Beti: me ap ko Ami Ka Letter Suna rahi Hon;)'
Bazar wali nazuk si

office wali naram naram

mohalay wali patli si

hotel wali Chikni chikni

ghar wali garma garam

wese aap kahan ki ROTI pasand kartay hein?
Mareez: Docter shahib yeh Dawa to kahin se nye mil rahe
Dr Gul Khan:Oooo ho...... dawai likhna to hum bhol gaya yeh to hamara signature hai
Mujh se kya ghalti ho gai?

Then y r u avoiding me?

Atleast week mein ek dafa tou yad kr liya karo

Ur behaviour is really hurting Me

With Love

ur

BATH SOAP ;)
Allah aap ko zindagi de
Allah aap ko daulat de
Allah aap ko khushian de
Allah aap ko kamyaabi de



sab yaad ho gaya????






Chal utha katora aur shurru ho ja! :p


Boy- Dear! Look into my eyes.
What u c?Tell me...!
Girl- True love.
Boy- O anni di e!
Aida wada machhar nazar ni aya?
kad cheti..
Vadi aai true love di... =P ;->


Aadmi Apne Bachay Se
Baita Sharab Mat Peena Wrna
Yeh Jo 2 Aadmi Ja Rahay Hain Tumhain
4 Nazar Ayeinge.
Bacha: Magar Abbu Wo To 1 Aadmi Hai...=P;->
Jin Sheikh ko chimar gya. 3 din baad Jin khud eik aalim key paas gya aur bola, "Aalim Saab menu baar kaddo, mey tey bhukka mar chalaan"