Judge: Tum qabool karte ho k tumne kapre ki dukaan se 5 baar chori ki hai, to kia kiya churaya?
Chor: Janab ek saarhi.
Judge: lekin ek saarhi ke liye tumhe 5 baar chori karne ki kia zaroorat thi?
Chor: "4 baar meri biwi ko saari pasand nahi aayi thi...
Child:papa aunty ka pait kion phola hai?
Father:tujhey sub pata hai!
Child: nahin pata promise!
Father: in k pait main pani bhara hay
CHILD:Oh No! Bacha to doob jaye ga!