Tofani barish mein rat ko,
shop per 1 admi pizza lenay aaya
SHOPKEEPER: Aap married hein?
Admin:Is tofani barish mein kia
meri maa mujhey pizza lenay bhejay gi?
Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..