''Labon ne aajkal muskurana chor dya hy
Khwabon ne palkon pe aana chor dya hy
Nahi khulti hai ankh ab to sehri mein
Shayed ap ne peepa bjana chor diya hy''
Tum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hota Tum is baat pe itna hasti, tum uss baat pe itna khush hoti, Tum is baat pe ye kehti,tum uss baat pe wo kahati shukar hai tum nahi ho!!!