Friend 2 pathan.
Yaar Aaj tumhara mobile bohat baj raha hai kheriyat to hey na.
.
.
Pathan:
O nahin yaara aaj ghalti sey main apni behan ka mobile ley aaya hu
''Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena''
Girl: Meri ammi ko tum boht pasand aaye ho.... . . . . . Pathan: (Sharmaaty huwe) Kuch bhi ho par hum shadi tumse hi karega,Khala se kaho mujhe bhool jaye.