Insan k ander message parhnay ka itna shoq hota hai k chahay us Pagal Fool Bewaqoof Naliq ko kitni bhi gaali par rahi ho nichay tak parhta zaroor hai ab tum soch rahay ho k kab yeh bakwaas message khatam ho ore main bhi kisi ko yahi message forward kar k parayshaan karoon tu kar lo ab tumhari bari hai.
Marez doctor se:
Me 1 month se roz Rs.50 ki dawa
le rha hu pr koi faida nh hua.
Doctor:Koi bat nh kal se me
tmhy Rs.40 ki dawa duga Rs.10 ka faida hoga ;->