Chhor de awaam ko karna tang "ZARDARI"
.
.
.
.
.
warna "TALIBAN" ko de denge teri jaan ki supari.
.
.
.
.
.
.
tab he ja k kholey ga tu "DOUBLE SAWARI". . . ;->
Khuda kare k ye saal apko raas aajaye.
Jesay aap chahey
wo aap k paas aajaye.
aap sara saal kanwara na rahey.
aap ka rishta lay kar aap ki saas aajaye.
Ye sMs Sirf Aapko Khush Karnay k Liye Hai
Ye Aap k Pass Aaya To Mobile Ki Light On Hui, Wo Light Dekh k Aap Khush Honge k Chalo MULK Me Kahin To Light Hai . .
Ab aap aram se DEFENCE me 1 bangla khred skte hain
Apne lye 1 MRCEDES CAR
or
DUBAI me shoping b kr sktay hain
Kiu k
PETROL me
64 paise jo km ho gaye hain... ;->