Puri botal na sahi,
Ek jaam to ho jaye,
Milna na sahi dua salam to ho jaye,
Jinki yaad mai hum bimar pade hai kam se kam
unhe bukhar na sahi,Zukam to ho jaye..
ishq hai to izhaar b hona chahiye admi ko shakal se bimar b hona chahiye yadon se kehdo 1 din ki chhuti de do
;;;
;;;
aakhir ishq main irtwaar b hona chahiye..
Aisa hai dostana hamara,
mein kisti tu kinara ,
mai dhanush tu teer ,
mai matar tu paneer ,
mein barish tu badal ,
mai rajma tu chawal,
mein hot tu cool ,
mai April tu fool