Namashkar, yeh hamari faltoo SMS seva hai, is mein hum logon ko waqt-bewaqt tang karte hain. Is seva ka labh uthane ke liye shukriya, ab aap apna kaam kariye.
Teacher: Agar apna character sudharna hai to sab auraton ko MAA kaha karo.
Student: Madam is se mera character to theek rahega, par mere baap ka Character begar jayega.