Sardar park me betha tha. Friend: Kya kr raha hy? Sardar: Badla le Raha hoon! Friend: Kese? Sardar: Waqt Ne muje barbad kia hy ab ma waqt barbad kr raha hoon.
Ek Sardar kareley lene gaya, Sabzi wala karelon pe pani chhirak raha tha. Jab kaafi dair huwi to Sardar ghusse se bola: . . . . Jab inko hosh aa jaye to ek kilo tol lena.
Pathan:Yaar tum subha se zameen khod rahe ho kya baat hai aakhir ? . . . Sardar:Yaar abba kehta hai maine unka naam mitti mein mila dia hai so mein wohi dhoond raha hun.