Agar koi achha sa Msg he to use Jaldi Se
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Paper par likh kar almari me band kar do.
Kahin galti se SEND na ho jaaye,
Kanjoos.
Judge, Mujrim Se, Batao Tumari Akhari Kwaish Kia Hai ?
Mujrim,
Aik Mob Nokia N73
5 Karror Rupay
Apki Beti Se Shadi,
USA Ka Viza,
2 Saal Ka Hanimon,
6 7 Bachay Jo Apko Nana Nana Kahe Aur Mujhe Papa,
Un Ki Shadi Karwa Dun Us K Bad Ap Jo Fasila Do Mujhe Manzor Hoga..