Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo
Sardar dukhi tha, Kis Ne Pucha " Kya tention me ho?
Sardar: Yar ek dost ko plastic surgery ke liye 2 lakh diye the, ab saale ko pehchaan nahi pa raha hoon