AllAh Aap ki zindAgi

AllAh Aap ki zindAgi
AllAh Aap ki zindAgi minAr-E-Pakistan jitne lambi karAy

Aur hr koi 5 rupee De kr Aap par charhAy.

Aameen
  

May, 18 2010     111 chars (1 sms)     3172 views       Funny

more Funny SMS Messages

Shadi Ke Liye Do Parwaro Ki Baat Cheet:

Ladke Ka Baap:Hamara Beta Inta Achcha. Bada Ho Ya Chota Sabko Ek Nazar Se Dekhta Hai.
Ladki Ki Maa: Hamari Beti Itni Mehanti Hai Ki Sare Din Ek Tang Pe Khadi Rehti Hai....

Shadi Ho Gayi..
.
.

.

..

Shadi Ke Pata Chala Ki Ladke KANA Hai Aur Ladki LANGDI
Gang of SARDARS broke a bank instead of cash they found bottles full of chilled Red Wine. Happily they drank
it. Next day, headline: Blood bank luta
Have u heard about the man who threw his wife into a pond of crocodiles? He''s now being harassed by the animal rights for being cruel to the crocodiles.
Teacher: Bijli (electricity) kahan se aati hai.?

Student: Mere mamo k ghar se..!

Teacher: Kaise.?

Student: Jab bijli jati hai tu mere papa kehte hain "SAALON NE PHIR BIJLI BAND KARDI.."
a sardar to another:name 5 animals living in water.
sardar:1 frog.
2nd sardar:theek hai hor dus,
sardar:frog da praah,pheen,piyo,te maa
Phool Gir JATe hAin
JAb AAP AATe ho
Phool Gir JATe hAin
JAb AAP JATe ho

.
.
.
.
.
.
.

AnDhe ho..!

zArA DheyAn se chAlA kAro GAMlon se Q TAkrATe ho.. :->
Aaj Mere Paas
Mobile Hai
Number Hai
Battery Hai
Balance Hai
Tumhare Paas Kya Hai?
Hai Koi Msg?
To Bhejo
Agar Nahi
To Mobile Pheko,
Qiamat ki 5 Nishania . . .

1-Har ghar se Jew Musharaf ki awaz aye gi..

2-Pani ka rate Petrol se ziada hoga..

3-Munshi ki fees wakeel se ziada hogi..

4-Logon k pas balance hoga par wo sms nahe karain ge..

5-Logon ko hansi aye gi par sharam phir bhi nahe aye gi . . . :p
Doobte hue aadmi ne
Pull par chalte hue aadmi ko
Aawaz lagayi "bachao bachao"
Pull par chalte aadmi ne neeche
Rassi fenki aur kaha aaoo...
Nadi mein dobta hua aadmi
Rassi nahi pakad pa raha tha
Rah rah kar chillaa raha tha
Mein marna nahi chahta
Zindagi badi mehengi hai
Kal hi to meri ek MNC mein naukri lagi hai..
Itna sunte hi pul par chalte
Aadmi ne apni rassi kheench li
Aur bhagte bhagte wo MNC gaya
Usne wahan ke HR ko bataya ki
Abhi abhi ek aadmi doobkar mar gaya hai
Aur is tarah aapki company mein
Ek jagah khali kar gaya hai...
Mein berozgaar hoon muje le lo...
HR boli dost tumne der kar di,
ab se kuch der Pehle humne us aadmi ko lagaya hai Jo usse dhakka de kar
tumse pehle yahan aaya hai !!!
Mulk e aziz ki salamti k liye student ko
1 hafta kya?
Aik saal b ghar ma bhetna paray tou
b is qurbani k liye hum tayyar hain
From,
NALAIQ STUDENTS ORGANIZATION.
3 Idiots Would Have Been a More Bigger Hit.

If Kareena Kapoor Would''ve Also Once Said,

.
.
.
.
.

"Jahanpanaah Tussi Great Ho,
Tohfa Qabool Karo" :-)
Jab Tak Zinda Raha.
Jab Tak Zinda Raha.

Msg Karta Rahonga.

Jab Msg Na Bhejon, To Ye Mat Samajhna K Marr Gaya.

Balke.

Samajh Lena,
K
Bhai Par Bachiyon Ka Load Ziyada Hogaya Hai. :-)