aap yahan maze se sms parh rahe ho or udhar poori saudi govt pareshan hai. sab aap ki talaash mein hein jaldi pohncho! kyun ke haji pather marne ke liye aa gaye hain.
Police constable 2 his son: Tumahra result achha nahi aaya.
Aaj se tumhara khelna aur tv dekhna band.
Son: Acha ye 50 rupye pakro aur mamla khattam karo
A BOY on DATE With GIRL in BMW.
Jaan, Maine tumse ek baat chupayi hai. I''m already married.
Girl: oh, Tumne to dara diya, Main Samjhi BMW tumhari Nahi hai.