1admi apne(14) bachon k 7 Zoo gya..
guard se kha hamen wo genda dikhao jis k 8 baçhe hain!
kuçh dair baad guard aya or kaha ap yahin theren genda apko dekhne aarha hai... ;->
Full Form Of Boys...
B - Badmashiyon Me Sab Se Aage.
O - Ollo0 Ki Tarah Raat Me Jaage.
Y - Yaarian Nibhate Jaan Laga K.
S - Shareef Sirf Maa Baap K Aage... ;->