Masjid k liye chande ki apeal ho rhi thi,
1 admi khara ho k kehta he me bulb lgva donga
Dosra: Me tube lgva donga
Pthan josh me a k kehta he me cable lgva donga!
Pakistan Dunya Ka Sab Se Khatam Tareen Mulk Hai.
1)Aata Khatam.
2)Bijli Khatam.
3)Cheeni Khatam.
4)Waade Khatam.
5)Ittehad Khatam.
6)Bachiyan 1 Dm Khatam.
7)Banday Mr Mr K Khatam Ya Phr Maar Maar K Khatam.
Aur Sab Se Bari Baat....
Ab To FARAZ Bhi Khatam . . . ;->
Machhar Aur Makhi ki Ho gayi Shaadi
Pahli hi rat se ho gaye Machhar ki Barbadi
Machhar ne kaha Meri to QISMAT hi PHOOTI hai
Makhi Roz Rat ko GOOD NIGHT laga kar soti hai.