Chandi ka ghora soney ki lagam
Msg parhne walon ko mera salam
7up,Sprit peene walon kabhi paani bhi piya karo
Free k Msg parhne waly kabhi msg bhi kiya karo.
Aatif Aslam ek concert mei jaate hai. He is gheraod by all his female fans and in the process he looses his gold chain.... toh bataao Aatif ki chain kisne churayee ?
.
.
.
ok chor ka naam thaa I.K. Ehsaas
poocho kaise ??
Aatif khud hee aaj kal keh rahaa hai " CHAIN CHEENA ISHQ KE EHSAAS NE"
(Race film ka superhit gaana)