ap 1970 May Peda Huay,
Aap Ne bgairti Ki Ibtedai Taleem
Apne Mohallay Se Shru Ki Or ala taleem
ek naam war Daku se le..
Jab Dakait hone Ka Certificate Hasil Kia
To Aap ne hakoomat k khazanay ko lootne
k plan bananay shuru kr diyay
Or Phir Benazir se shadi Kar
K Aap Ne Profesional
Bgairti ka aghaz kia aur 10% mashoor ho gaye
Na jane kaisay kurse-e- sidarat
pe aa behte aur loot loot k
apna naam takreebn
100% mashoor kr liya.
Exams ke 4 din pehle syllabus dekha to yaad aaya,
Kuch To Hua Hai Kuch Ho Gaya Hai,
Exams ke din paper dekh kar yaad aaya,
Sab Kuch Alag Hai Sab Kuch Naya Hai
''''phele bhunwa k khaein kaleji ki botian
mshooq ne dikar li phir dekh bhal kay
is mein qasoor aashiq-e-marhoom ka b tha
kaghaz rakh dia tha kaleeja nikal k..''''