aik aurat apny baty ko prosi ky ghar chamcha lyne bhejgi hai.
beta ja kr wapis ata hai ur kehta hai wo nhi deti.
Aurat kheti hai ajkl ky loog ktny kanjoos ho gay hai.Beta jao ja kr almari sy apna nikal kr lao.
''Itnay dino se jalanay nahi aya
Jalti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jiyen gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.''