''Badli hai duniya, kuchch kuchch main bhi badal gaya hoon,
Pahle bekaar tha ab S/W Programmer ban gaya hoon,
VC aaye to VB mein daal do, VB aaye to VC mein daal do,
Seedhe seedhe sabko museebat mein daal do,''
Reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
reh reh kar mujh ko to bas ek hi khayal aata hai....
woh kambakht na jane kaunse sabun se nahata hai!!