Santa: Qutub Minar kahan hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.
Pappu: Ram Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo
Sahab:
Tum bathroom mei q ghus aye,
kia tumhain pta nahi tha k main naha raha hoon?
Mulazim:
Hazur galti ho gai,
main samjha tha begum sahiba naha rahi hain;-)