Santa: Qutub Minar kahan hai? Pappu: Pata nahi. Santa: Kabhi ghar se nikla karo. Pappu: Ram Lal kaun hai? Santa: Pata nahi. Pappu: Kabhi Ghar me bhi raha karo.
'Katrina: Me Tuhmare liye sub chor dungi, Salman: Ami Abu? Ktrina:G Salman: Khana pina Katrina:G Salman: Friends? Katrina:G Salman: "Jo ye msg parh raha hai os" ko B?
Katrina: Zuban sambal k bat kar Salman!
Me sb ko chor sakti hun lekin apne bhai ko nhi. Bhaiya G smile'