Pani mai whiskey wilao
to nasha charta hai pani
mai rum milao to nasha
chaeta hai pani mai
brangy milao to nasha
charta hai to pani mai
kuch garbar hai.....-;>
100 pathan aik kashti me sawar thay
k achanak kashti ruk gai
.
.
.
or
.
.
.
sab doob gaye, kaisay?
.
.
.
pathan thay na sub,
dhakka laganay utar gaye
:p
1 Admi ka inteqal ho gya.
Uska dost us ki BV k paas aaya Or bola:
Kya main us ki jagah le sakta hoon?
BV:Mujhe koi Etraz nahi
QABRASTAN walon se pooch lo..=P;->