Sardar ne Bacha aghwa

Sardar ne Bacha aghwa
Sardar ne Bacha aghwa kia or tavaan k lye sticker pe likh k bache pe chipkaya "10 Lakh subah pull k neche pohnchado"
Aur bache ko ghar wapis bhejdia
Dosre din wo pull k neche gya to usy paise milgye or sath sticker pe likha tha
"Maa Qasam paise ka gham nai,Gham to is bat ka hai k SARDAR ne SARDAR ko loota
  

May, 25 2010     309 chars (2 sms)     2568 views       Funny

more Funny SMS Messages

B.V Lani hai mujhay Wo Chant Kr,
Rakh Sakoon jisay Ghar mE dAnT Kr,
Shair KEH letI Ho wO aRAm sE,

J¡N ko Chupwaon mE aPNAy NaAM se.
Itni pyar bhari nazar se jo us ne dekha mujhe, dil to gaya hi gya,
;->



sath me 15 rupee wala samosa bi gir gaya
Musibat ka Syrup ho tum,
Tension ka Capsule ho tum,
Aafat k Injection ho tum,
Per kya keren Jhelna parta hai, kyon k DOSTI ka Oxygen ho tum.

Do sheikh hotel main aik dosry ko milay,
4 din k bad dono mar gaye,,
.
.
.
.

wajah kya thi..??
.
.
.
wo 4 din aik dosry ko dekhty rahe, k
khana kon mangway ga?
Part 2

iss aitbaar sey fee aikard 12000 sey zaid ka kharcha aata hai aur fasal ka aitbaar naheen.

Behtar yehi hai k fasal na bhoyein aur kissi sey lardayee kar lein

"6 mahiney hakumat sey chawal khao"

Mehkama Zaarat Hakumatey Punjab
Padhai sirf do wajah se hoti hai?
ek
shauk se
aur
ek khauf se
Shauk hume he nahi
aur
Khauf to hame
kisi ka bhi nahi he

To Jiyo bindas...
If dentists make films,?the names will be -
*Daant ho na ho
*Jaanam brush karo
*Aa ab clean karen
*Kabhi teeth kabhi gum
*Humara daant aapke paas hai!:-)
Telephone Ki Ghanti Bajti Hy

Receiver: Kon ?

Caller: Me Chaudry

Receiver: Zaleel , Kameenay , Ghatya Insaan

Caller : Meri Gall Te Suno Main "CYCLE WALA" Chaudry Nahi . . .
Tee Quotes

1- Take my advice
I''ve never use it anywhere
2- My mum thinks I''m special
Bhagwan to Man:BOL KIA CHAHIYE?
Man:MERI SHAADI AISH SE KARA DO.
Bhagwan:USKI 1 SAARI 1 LAC KI HAI,KHARCHA UTHA PAYEGA?
Man:KOI Solution????
Bhagwan:MALLIKA SE KAR LE………
''SMS karne k fayde
1-Mobil ko zang nahi lagta.
2-Timpas hojata hai.
3-Ap jise karenge wo khush rahega.
4-Contact bana rahega.
5-Apko koi KANJUS NAHI kahega
Message pe message bhejte ho,
bhej bhej ke bheja kharab karte ho,
bhejte ho to bhi kya bhejte ho,
khud ka bheja to chalta nahin,
doosron ka bheja hua bhejte ho!