mei tou bus yuhi fam

mei tou bus yuhi fam


Mei tou bus yuhi family ke sath tv dekh raha tha "PAppu"


Ankhein sharam se neechäy ho gai jub suna hum ne


''This song is brought to you by touch condom.. ;->
  

May, 05 2010     175 chars (2 sms)     3220 views       Funny

more Funny SMS Messages

1 Paagal Aadmi Ne Doosre Paagal Aadmi Ko Fone Karke Kya Poocha . ..??




Socho Socho . . .










"Abe . .Tera Fone Number Kya Hai..??
Me Aur Meri Tanhai Aksar Ye Baatain Krte Hyn




K Tum Hoti Tou Aisa Hota



Tum Hoti Tou Waisa Hota




Aur Tum Na Hoti Tou Paisa Hota...... ;->
dekh ker taj mahal, shah jahan k potey boley.
.
.
.
.
.
aaj hamarey b bank balance hotey,

agar dada chichorey na hotey.
Teacher: Hero Bhadur Hota Hai, Heroin

Khubsurat Hoti Hai, Tum Kia Banna Chahtey Ho?

Bhadur Ya Khubsurat?

Student: Dono, Yani..




"Heroinchi"
Kanjoos k ghar Mehmaan aaey huay thy:

Kanjoos: Thanda peo ge ya Garam?
Mehman: Thanda.

Kanjoos: Rooh Afza ya Pepsi?
Mehmaan: Pepsi

Kanjoos: Bottle mein peo gay ya glass me?
Mehmaan: Glass me.

Kanjoos: Saada glass ma ya design wala?
Mehmaan: Design wala.

Kanjoos: Lines wala ya flowers wala.
Mehman: Flowers wala.

Kanjoos: Gulaab wala ya chambeli wala.
Mehman: Chambeli wala.

Kanjoos: Sorry Yaar! Hamaray ghar me aisa glass nahi hay.

1 of the most funniest and shortest joke u ever heard . . . .
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Next year Pakistan will export electricity!! :-D
Very important health tips only for u.
dont eat
pizzas,samosay dahi baray,ice cream,chocolate,

&
sandwich
.
.
.
WITHOUT
ME,,
1 yehi baat mujhy chain
se sony nahi deti.
“DOST”
K
pakistan bhar ki auraton
ko
Aetemad ariel par Q hy.
(,”)/’hum mar
<\/ gya hen
_/\_ kya??
Pappu excitedly announced to hi friends
"I will tell you all something....." All his
friends gathered around himto hear what
he would tell. What did Pappu tell them?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
A) "Something"... ;->


KASHMEER Hamara Hai Aur Hamara Rahe Ga Hum Use Jeete Ji Aazad.?




Nahi

Hone Denge

Q
k

Agar Kashmeer Aazad Ho Gya To

5Feb Ki Chuti To Gayi Na Hath Se.. ;->
1 Murgha-Murghi Ki
Love Story

Murgha: I Love You

Murghi: Tum Mere Liye
Kia Ker Sakte Ho ?

Murgha: Kuch Bhi !!

Murghi: Chalo Phir 1
Anda De k Dikhao ... ;->
1st Boy: Yaar Larki ko
I Love u kehny ki sub se achi jaga kon si hy?

2nd Boy: Mazaar

1st Boy: kyun ?

2nd Boy: kyun k wahan Larkion ne chappal nhi pehni hoti.