aik raah pe sari umar chale
aik dooje ko na samajh sake...
jee
wan ka safa anjaan safar
be kashish, be araam safar....
jee
wan k kisi bhi dukh sukh mein
woh mere saath shareek nahe...
hum donu mein aik rishta hai
per jazboon ki tehreek nahe...
jaari hai magr anjaan safar
mein sochta hun aik din yunhi
woh mujhse juda hojaegi....
ya pehle mein mar jaonga.
ya shayed
woh mar jaegi...
phir loug kahenge, inka ye rishta kitna sacha tha....
per kisko khabar, sara jee
wan
woh tanha thi, mein tanha tha....