w SMS Messages18904 messages

Imaam hussaiN ki shaan Main.!!

Khoon se chirag deen ka jalaya Hussain ne

Rsm-e-wafa ko khoob nibhaya Hussain ne

Khud ko to ek boond b pani na mil saka

Karb o Bala ko khoon pilya Hussain ne

Aise Nmaz kon prhay ga jahan me

Sjdah kia to sar na uthya Husain ne

Sb kuch Khuda ki rah m qurban kr dia

Asghr sa phool b na bachya Husain ne........!
Ham Ali ke Deewane har Ada Ghadeeri Hain
Ibtida Ghadeeri Hain, Intiha Ghadeeri Hain

Ambiya Imamo Ka Silsila Ghadeeri Hai
Parhlo Aaya e BAL''LIGH khud Khuda Ghadeeri Hai
jin kay sajdaon say manover hay jabeen-e-aftab meary harfoon ki ibadet un khuda waloon kay nam meari shah rag ka lahoo nazary shaheedanay wafa mary jazboon ki aqeedat karbala waloon kay nam
Mana Ke ye As''hab Aqeedat Ke Nishan The
Tasleem Kia Ahmed e Mursal Ki Ye Jaan The
Namoos e Sahaba Ke Khateebo Se Ye Poocho
Ye Log Muhammad (SAww) Ke Janazay Me Kaha The?
Aaj Bhaagne wale, Raasta Na Painge
Maimana Ghadeeri Hai, Maisara Ghadeeri Hai

Naam Leke Haider Ka, Ham Ye Jaan Lete Hain
Kon Hai Saqeefaaai Kon Sa GHADEERI hai
Dushmanaane Haider Ko Jo Qareeb Rakhte Hain
Mera Aisay Logon Se Faasla Zaroori Hai

Ahlubayt ke Haq Baat Jab Bhi Aaye gi
Har Ghadeer wale Ka Bolna Zaroori Hai
Nabi Ke Baad To Rehbar Bana Dye Laikin
Kahin Ghadeer Sa Mimbar Mile To le Aaao

Ali Ki Baat Bari Hai, Ali To Mola Hain
Jawab e Hazrat e Qambar mile to le Aao
Karbala De Rahi Hai Musalsal Sada
Muntazir jane Kab Se Hai Ahle wila

Jald ho Ab Zahoor e Imam e Zamam
Ay Khuda Hai Yehi Aarzoo e wafa
Hussain Teri Ataa Ka Chashma
Dilo''n K Daman Bhigo Raha Hy

ye Aasman Par Udaas Badal
Teri Mohabbat Main Ro Raha Hy

Saba Bhi Guzry Jo Karbala Se
Tou Us Ko Kehta Hy Arsh wala

Tu Aur Dheery Guzar Yahan Pr
Mera Hussain So Raha Hy ...
HUSSAIN
Ibn-e-ALI
waqt Ki Tehzeeb Ka Naz

Jis Ny Afsha''n Kia
Insaan Ki Toqeer Ka
Raaz

Jis Ka Har Zakhm Hy
Sarmaye-e-Taqdeer-e-
Hijaaz

Jis Ny Teero''n K
Musal''ley Py Ada Ki
Hy NAMAZ ...
wo Jis Ne Apne Nana
Ka wada wafa Ker Dia

Ghar Ka Ghar
Supard-e-Allah Ker Dia

Nosh Ker Lia Jis Ne
Shahadat Ka Jaam

Us Hussain Ibn e Ali
Par Lakho''n Salam ..
Andaz-e-Bandagi Hy
Nirala HUSSAIN Ka

Sajdo''n Me Lajawab Hy
Sajda HUSSAIN ka

Be-daagh Zindagi Ka Yehi
Tou Kamal Hy

Har Shaks Parh Raha Hy
Qaseeda HUSSAIN Ka