Momin ki har sada ko taira intezar hay
eman ki baqa ko taira intezar hy
phr sajda e h
ussain ki hayat hay deen ko
aa ja ka la ilha ko taira intezar hy
parda hata k daikh mairey da
ur k h
ussain
haan aab bhi karbala ko taira intezar hy
Baichain z
ulfiqar hy beetab m
urtajis
Abbas e bawafa ko taira intezar hy
T
u hi s
una sakay ga sahi maqtal e h
ussain
Har majlis e azza ko taira intezar hy