Imaam h
ussaiN ki shaan Main.!!
Khoon se chirag deen ka jalaya H
ussain ne
Rsm-e-wafa ko khoob nibhaya H
ussain ne
Kh
ud ko to ek boond b pani na mil saka
Karb o Bala ko khoon pilya H
ussain ne
Aise Nmaz kon prhay ga jahan me
Sjdah kia to sar na
uthya H
usain ne
Sb k
uch Kh
uda ki rah m q
urban kr dia
Asghr sa phool b na bachya H
usain ne........!