aik raah pe sari
umar chale
aik dooje ko na samajh sake...
jeewan ka safa anjaan safar
be kashish, be araam safar....
jeewan k kisi bhi d
ukh s
ukh mein
woh mere saath shareek nahe...
h
um don
u mein aik rishta hai
per jazboon ki tehreek nahe...
jaari hai magr anjaan safar
mein sochta h
un aik din y
unhi
woh m
ujhse j
uda hojaegi....
ya pehle mein mar jaonga.
ya shayed woh mar jaegi...
phir lo
ug kahenge, inka ye rishta kitna sacha tha....
per kisko khabar, sara jeewan
woh tanha thi, mein tanha tha....