Main Ikswin sadi main jana cha
un ya na jana chah
un,is say kya farq parta hai?waqt ka seel rawan,chahton ko bahata howa,sapnon ko dabota howa,ankhon ko bhigota howa,in masafton tak lay hi jaega jinhain abhi daikha nhi,main chal
un ya na chal
un,main r
uk
un ya na r
uk
un,main rah
un ya na rah
un,mere hone ya na hone say kya farq parta hai?waqt ka karwan to r
ukta hi nhi.ye chalta hai a
ur chalta hi rehta hai...dam tori biswin sadi bohat saray d
ukhon ko meri sanson ki mala main paro ker g
uzarti chali gai a
ur main mahi bay aab ki tarhan,dard k kinaray par khara,kisi maseeha ka m
untazir tha.