shab SMS Messages253 messages

Wo maangti thi mein deta na tha,
Jawab us k sawal ka..

Abhi rakkha hi tha k choot gaya,
Haath se phool gulab ka..

Wo kehti thi peeche se nahi aage se karo,
Deedar mere husne shabab ka..

Wo kehti thi bara dard hota hai jub under jata hai,
Kaano mein ik ik lafz janab k.
Today i pray that:-
Happiness be at ur door
May it knock early
Stay late & leave the gift of Allah’s
Peace,love,joy & good health behind

shaban mubarak,eid mubarak,
ramadan mubarak,

May you remain happy all the time
Irrespective of any occasion
PAANI

AASMAN KI TARAF UTHAY TU BHAAB
AASMAN SE NEECHAY AAY TU BARISH
JUM KAR GIRAY TO AULAY
GIR KAR JAMAY TO BURF
PHOOL KI PATTI PER HU TO shabNAM
PATTI SAE NIKLAY TU ARAG
JAMAH HU JAYE TU JHEEL
BEH JAYAE TO NADI
JISM SAE NIKLAY TU PASEENA
AANKHOON SAE NIKLAY TU AANSU
Jab Koi Aam Insan Marta Hai Tu Auski Kabar Par Likha Hota Hai

" Akhri Aram Gah "

Jab Musharaf Maray Ga Tu Auski Kabar Pe Likha Hoo Ga

" AKhri Haram Da "

.


Sorry Musharaf shab

Kiya KAru public Demand HA
Karbala Walon Ka Gham Ghar Ghar Main Manaya Jaye Ga

Maqsad-e-shabeer Aalam Ko Bataya Jaye Ga

Yaad Ker K Jo na Roya Karbala Walon Ki Pyaas

Qabar Se Tishna Wo Mehshar Main Uthaya Jaye Ga
Ashoor ka dhal jana, Sughra(A.S) ka wo guzar jana,
Akber(A.S) teray seenay main, berchi ka utar jana,
Aye khoon-e-Ali Asghar(A.S) medan-e-qiamat main,
shabir(A.S) ke chehray per kuch aur nikher jana,
Sajad(A.S) yeh kehtay thay, masoom Sakina(A.S) se,
Abbas(A.S) ke lashay se chup chap guzar jana,
nanhay se mujahid ko man nay ye nasihat ki,
Teeron ke muqabil bhi, bay khauf-o-khatar jana,
Ali ko rulaye ga ta hashr lahoo aksar
Zahra(AS) teri kaliyon ka sehra main bikhar jana
DIL HAI K MUSALSAL YEH DUA MANG RAHA HAI
PHIR SAY SAFAR E KERB-O-BALA MANG RAHA HAI
shabEER a.s K MAQTAL SAY ABHI TAK SAR-E-MOMIN
SAJDON K LIYAY KHAK-E-SHIFA MANG RAHA HAI
Taqat-e-Matam-e-shabbir say la ilm hay tu,,
Yai woh jadu hay jo aag per bhi chal jata hay,,
Jis dum kartay hain mawali aag per matam,,
Un ko kuch nahi hota aur tu jal jata hay..
Zikre-e-shabbir Dhamakon sey Dabaney Waley
Kitney Nadaan hain Shion ko Daraney Waley
Ghaib sey aati hai ya Sada-e-Mehdi (AS)
Zikre-e-shabbir Karo hum ney bachaney waley
Zikar-e-shabbir (A.S) ko Dhamako se dabanay walay,

Kitne nadan hain SHIYON ko daranay walay,

Ghaib se aati hai ab bhi yeh sada-e-Mehdi (A.S)

Zikar-e-shabbir karo HUM hain bachanay walay..

**SALAM YA HUSSAIN A.S**
Mehraab par Ali(AS) hein to mimbar pe bhi Ali(AS)
Ka''aba gawaah dosh-e-Payambar(SAWW) pe bhi Ali(AS)

Khandaq, Uhad, Hunain to Khaibar mein bhi Ali(AS)
Hijrat ki shab Rasool(SAWW) k bistar pe bhi Ali(AS)

Har jaa Ali(AS) mileingay na daaman bachaiye
Bachna Ali(AS) se hai to jahannum mein jaaiye
Woh Jo Rangeen Hua Khoon-e-shabbir(a) Say
Aasmaan Se Bhe Uncha Woh Parcham Karo
Karbala Say Yehi Aarahi Hay Sada
Zindagi Chahtay Ho To Matam Karo