ye kooche ye neelaam_ghar
dil_ka
shii ke
ye luTate hue kaarawaaN
zindagii ke
kahaaN hai kahaaN hai
muhaafiz Khudii ke
sanaa Khwaan-e-taqdii
s-e- ma
shriq kahaaN hai ye pur_peNch galiyaaN ye
beKhwaab baazaar
ye gum_naam raahii ye
sikkoN
kii jhankaar
ye i
smat ke
saude ye
saudoN
pe takaraar
sanaa Khwaan-e-taqdii
s-e- ma
shriq kahaaN hai ta'ffun
se pur_neem ro
shan ye
galiyaaN
ye ma
salii hu_ii adh khulii zard
kaliyaaN
ye bikatii hu_ii khokalii rang-
raliyaaN
sanaa Khwaan-e-taqdii
s-e- ma
shriq kahaaN hai zaraa mulk ke rahbaroN ko
bulaao
ye galiyaaN ye kooche ye
manzar dikhaao
sanaa Khwaan-e-taqdii
s-e- ma
shriq ko laao
sanaa Khwaan-e-taqdii
s-e- ma
shriq kahaaN hai