Ye baat
samajh me i nhi!
Or ammi ne
samjhai nhi!
Me ke
se meethi baat karun...
Jab meethi cheez khai nhi!
Ye Chanda ke
sa Mamu hai...
Jab ammi ka wo bhai nhi!
Q lambe baal hain bhaalu k?
Q u
ski tind karai nhi?
Kya wo b ganda bacha hai?
Ya jungle me koi Naai nhi?
Naani k hu
sband jab Nana hain,
Or Daadi k hu
sband jab Dada hain,
To q Baji k hu
sband Baja nhi?
Ye baat
samajh me i nhi!
Or ammi ne
samjhai nhi!