1 larki valentines day per dukandar say: "aisa card hei jismei likha ho k mei tumse aur sirf tumse pyar kerti hun"
dukandar: haan hai..
girl: 2darjan pank kardo...
Sardar: tum pathano ne kabhi koi Qabil-e-fakhar kaam bhi kia hai?
Pathan: oye tum ko pata hi nhai hai..
Pakistan men pehla world cup kon laya?
Imran khan,
Pakistan me Atom bomb kon laya?
Dr. Qadeer khan,
World cupT-20 kon laya?
Younus khan
Or to or Pakistan bnanay wla kon tha?