Pathan:- ALLAH tu mujhe

Pathan:- ALLAH tu mujhe
Pathan:-

ALLAH tu mujhe
100 Rs
de ga to
50 Rs
teri rah main dounga


Raste main usko 50 Rs mile

Pathan Bola:-
ya ALLAH

itna bi bharosa nahi tha apney pehle hee kaat liye pasey
  

May, 19 2010     193 chars (2 sms)     3585 views       Funny

more Funny SMS Messages

Pathan:Dr sahab 2 saal pehle mujhe bukhaar huwa tha,

Dr:To ab kya huwa hai ?

Pathan:Aaj yahan se guzar raha tha socha aapse puch loon......"Aapne nahane ko mana kiya tha, Kya ab naha loon? "
Pakistan Me New FiLM Releaze Ho Rahi Hai
"LIbas"














Lekin Pori FiLm Me Nazr Nai Aya.
"Pakistani di Mushkil"
Ghar wich panjabi bolo
School wich urdu bolo
Parcha angrazi wich hal kero
aur

Marn tu baad hisab arbi wich.;-)!
Sitaron se aagay jahan aur bhi hain..
Parosan ki do Larkian aur bhi hain,..
Tu Nadan aik Biwi pe tik gaya hai..
Shariyat main 3 Biwiyan aur bhi hain.


Ye Keh Ker FARAZ Ne Lerkiyon Ko Truck Ke Neechay De Diya...
.
.
.
.
.
.
.
.
Bachna Ay Haseeno Lo Me Aaagaya....
Hum ishq mein bhi kamaaal kartey hain,

“I love you” likh kar “send to all” karte hain..
tawey per para POPCORN uchalta kyon hay?
?

?

?

?

?

?

?


?
khud beth ker dekho pata chal jaye ga....
Yeh pyar b na ajab shay hai


Maa sy ho to ibadat
Bap sy ho to muqaddas
Bhai say ho to aaqidat
Behan say ho to farz
B v say ho to...
.
.
.
.
Chunnu
munnu
guddu
pappu

Breakup Tips :

How 2 Create Da Biggest Doubt
In Ur Lover''z Mind 4 U ??


Simple

Just Suddenly Sms Her Saying:


I LOVE U TOO
Pakistani ki awaam ko kitni khushiyan milli . . . ?


1. bijli jane k baad bijli aane ki khushi.

2. Line mei khara ho kar kabhi kabhi aata milne ki khushi.

3. sare din k baad raat k 11 baje gas aane ki khushi.

4. bazar se shopping kar k bomb blast se bach kar zinda ghar wapas aane ki khushi . . . ;-
Karachi main birdflu ki waja se 3 lakh murghiya qatal ki gayi..

Murghiyo ka naya naara "Tum kitni murghiyan maaroge?

Har anday se murghi niklegi . . . ;->


Mujhe Jee bhar k rone do


Faraz


.
Saari larkion k numbers abbu ne delet krdie hai :->