Tum nay apnay pehlay khat main
apna pehla khawab lihka tha
khwahi
sh ki pehli bari
sh main
khud ko khilta phool lihka tha
lakin tum nay pehlay khat main
anjanay
say khauf main a ker
yai kyon lihka?
khawab adhoray reh jatay hain
khawahi
sh pori kab hoti hay
sari khu
sboo ur jati hay
phool akhir murjha jatay hain