s SMS Messages25826 messages

Do hi Lafzo''n Ka Tha
Wo Afsana ...

Jo suna Ker Khamosh
Ho Bethey ...

Ibtida Ye K Tum Ko
Chaha Tha ...

Intiha Ye K Khud Ko
Kho Bethey ...
CHAAND Falak Pe Rehna
Mera CHAAN Zameen Pe
Kaafi Hy ...

Ek Jaga Pe Do
Maghruuro''n Ki Nahi
Hy Gunjaish ...
Ye Nadiya''n Jo Kahin
Fur Ja Kr Teherti Hyn
Najane Kon se Darya k
saath Jurti Hyn
Larazti Palko''n Ka Bosa
Lia Tha Akheer shab
Ab Tk sar-e-Lab Titlya''n c Urti Hyn ...
sirf Main Hi Thaam
sako''n Haath Us Ka

Mujh Par Itni Inayat
si Ker De

Wo Reh Na Paye Ek Pal
Bhi Mere Bina

Ae Khuda Tu Us Ko Meri
Aadat si Kerde ...
Yaad Kerne Ko Hyn Dil Main
Hazaro''n Baatai''n

Par Meri Yaad Tou Uljhi Hy
Teri Zaat K Gird

Jab Tak Meri Duao''n k
Tum Hisar Main Ho

Ek Bhi Dukh Nahi Aayega
Teri Zaat K Gird ...
Tumhen Wapis bhi jana tha,
Kabhi tum ne ye socha ha?
Kisi ki sochti sada si Aankhon mein,
Udasi ki tahreer tum ne mita Dali,
Dhanak sapnon ka phir se jaal sa ek bun diya un mein,
Magar janan!
Zara socho....
Agar is baar bhi sapnay kisi ne toor Dale to,
Wo in ki kircheyan sari ki sari,
apni Palkon mein chupa le gi,
Tum aisa kuen nahi kartay,
Abhi se us ko batla do
Tumhen Wapis bhi jana hay.
Tumhara Jamal Koi Ghazal Hai
Tumhara Khayal Koi Ghazal Hai

Main Kaise Karon Husin Bayan
Tumhari Misal Koi Ghazal Hai

Yeh Dil Udas Nahin Hosakta
Tumhara Khayal Koi Ghazal Hai

Main Bar Bar sunna Chahata Houn
Tumhara sawal Koi Ghazal Hai

Phool Kilne Ki Rut Aajai Gi
Tumhara Wisaal Koi Ghazal Hai
Tum Dhukoon K sooz Ka

Mosamoon K Rog Ka

Dard Mat saha Karo..

Udhas Mat Hua Karo..

Yeh Dard Hain Hayat K

Kuch Rang Kainat K

Kuch Dukh Ki Taiz Barishein

Kuch Phool Hain Nishat K

Tum Phool Bus Chunna Karo

Khaar Mat Chua Karo

Udhas Mat Hua Karo..

Udhas Mat Raha Karo..
sab se chahat ka silsila rakhna
Phir bhi thora sa fasila rakhna
Kitna mushkil hai dard kha k bhi
Dil mai jeney ka hosla rakhna
sehte rehna dard bhi zamany ke
Aur chehra bhi phol sa rakhna
Mai ujalon mai dhal k aaon ga
Tu darecha sada khula rakhna
Zindagi us ki khushbo hai sAGAR
Dard ka gulshan sada hara rakhn
Log samajhte hain humne unko bhula rakha hai,
wo kya jane ki dil me chupa rakha hai,
dekhe na koi usay meri aankho mein,
isliye palkon ko hum nay jhuka rakha hai.
Tere qareb aa kay bari uljhano main hon,
Main dushmanon main hon k tere doston main hon,
Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago,
Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon,
Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar,
Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon,
Tu hans raha hai mujh pey mera haal daikh ker,
Or phir bhi main shareek tere qehqahon main hoon.
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein
Zaroor Mujh ko us Ney socha ho ga
Khuvabon aur Khyaalon Mein
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga
Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey
Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi