Pather tha mager barf k galoon ki tarah tha...
Ek
shakh
s andhairoon mein ujaaloon ki tarah tha...
khawaboon ki tarah tha na khiyaloon ki tarah tha....
Woh ilm-e-riazi k
sawaloon ki tarah tha...
uljha hua ai
sa keh kabhi hal ho na paiya...
suljha hua ai
sa keh mi
saloon ki tarah tha....
Woh mil to giya tha mager apna hi muqadder....
shatranj ki uljhi hoi chaaloon ki tarah tha....