Chehra hai
sar-e-
shaam kahin
saaz ki
si ney,
Ya, door
se di hai mujhey awaaz ki
si ne,
Totay huye taaron ko abhi jor raha tha,
Hathon
se mere cheen liya
saaz ki
si ne,
Eik aahh to karli hai magar,
soch raha hon,
Pehchan na li ho meri awaz ki
si ne,
Hum kar na
sakay jurrat-e-izhaar-e-Tamanna,
I
s tarha kiya, baat ka agaaz ki
si ne,
Geron pe inayat hai apno
se
shikayat,
samjhay na kabhi aap k andaaz ki
si ne,
Touba ki jabeein par hai nadamat ka pa
sina,
Randaana uthai nigha-e-naaz ki
si ne,
Mujh pey aan
so bhi amanat hain ki
si ki,
Paya na gum-e-do
st ka ye raaz ki
si ne.!.!.!