Wo to khu
shbu hai hawaon may bikhar jayega
Ma
sala phul ka hai phul kidhar jayega
Ham to
samajhe the ke ek zakhm hai bhar jayega
Kya khabar thi ke rag e jan may utar jayega
Wo hawaon ki tarah khanabajan phirata hai
Ek jhonka hai jo ayega guzar jayega
Wo jab ayega to phir u
s ki rafaqat ke liye
Mau
sam e gul mere angan may thahar jayega
Akhira
sh wo bhi kahin ret pe baithi hogi
Tera ye pyar bhi dariya hai utar jayega