Der lagi aane mein tumko
shukr hai phir bhi aaye to
Aa
s ne dil ka
saath na chhoda wai
se ham ghabaraaye to
shafaq, dhanak, mahtaab, ghataayen, taare, nagmeiN, bijali, phuul
U
ss daman mein kya kya kuch hai vo daman haath mein aaye to
Chahat ke badle mein hum toh bech de apni marzi tak
koi mile toh dil ka gahak, koi hamen apnaaye to
kyn ye mihr_angez taba
ssum madd-e-nazar jab kuch b nhi
haaye agar koi anjaan agar i
ss dhoke mein aa jaaye to
suni
sunaai baat nahin hai apne upar beeti hai
phool nikalte hain
sholoN
se chahat aag lagaaye to
jhooth hai
sab tareekh hame
sha apne ko dohraati hai
achchha meraa khwab-e-jawani thoda
sa doharaaye to
nadaani aur majbuuri mein yaaro kuch toh farq karo
ek beba
s in
saan kare kya tuut ke dil aa jaaye to....