Ki
ssi Ki Ankh
se
sapney Chura Ker Kuch Nahi Milta
Mandeiron
se Chiraaghon Ko Bhuja Ker Kuch Nahi Milta
Koi Ik Adha
sapna Ho Tou Ho , Acha Bhi Lagta Hai
Hazaron Khawb Ankhon Mein
saja Ker Kuch Nahi Milta
sakoon Unko Nahi Milta Kabhi Parde
s Bhi Ker
Jinhen Apne Watan
se Dil Laga Ker Kuch Nahi Milta
I
ssay Kehna Ke Palkon Per Na Tanke Khawbon Ke Jhalar
samandar Ke Kinare Ghar Bana Ker Kuch Nahi Milta
Yeh Acha Hai Ke Apa
s Ke Bharam Na Tootne Payen
Kabhi Kabhi Do
ston Ko Azma Ker Kuch Nahi Milta
Mujhe Ak
sar
sitaron
se Yehi Awaaz Aati Hai
Ki
ssi Ke Hijr Mein Neendein Ga’nwa Ker Kuch Nahi Milta
Jigar Ho Jayega Chalni Yeh Ankhein Khoon Royengi
Wa
si Be Faiz Logon
se Nibha Ker Kuch Nahi Milta.