Tere Pyaar Mein Ru
sva Hona Kitna Acha Lagta Hai,
Qadam Qadam Par Thokar Khana Kitna Acha Lagta Hai
Roo Leta Hoon Han
s Leta Hoon Tere Aane Jane Par,
Tera ghar Mein Aana Jana Kitna Acha Lagta Hai
Main Apna Fa
saana Khud Hi Kehta
sunta Rehta Hoon
Achi Yaadon Ka Duhrana Kitna Acha Lagta Hai
Tere Hi Ra
ste Par Chalna Teri Hi Manzil Ko Jana,
Tera Hi Har Dam Gun gana Kitna Acha Lagta Hai
Jin Cha
shmon Ka Paani Dil Duniya
seerab Kare,
Un Cha
shmon Ka Paani Peena Kitna Acha Lagta Hai
sab Logon Ki Batein
sun na Aur Chup Rehna,
U
s kai Khatir Har Dukh
sehna Kitna Acha Lagta Hai
Yun To Duniya Mein
sab Batein Hoti Rehti Hain
Laikin Kuch Batoon Ka Hona Kitna Acha Lagta Hai