Apni khu
shiyan luta kar tujh pe kurban ho jaon,
ka
sh kuch din tery
shehr main mehman ho jaon,
Tu apna nayab DIL mujh ko de day aur phir mangay,
Main mukar jaon aur bey-imaan ho jaon,
Tu mujh pe
sitam karay har ki
si ki tarha,
Main teri i
s ada par b meharban ho jaon,
Tu mery paon k nichay
se zameen
kheench layaur main tera aa
sman ho jaon
Tu mujh
se door door bhagti phiray,
Khuda koi mujzaa karey aur main tera NAAM ho jaon...