Hum
safar ban key hum
saath hain
aaj bhi
phir bhi hai ye
safar ajanabi ajanabi
Raah bhi ajanabi mord bhi ajanabi
jayein ham kidhar ajanabi ajanabi
Zindagi ho gai hai
sulagata
safar
door tak aa rahaa hai dhuaan
saa nazar
Jaane ki
s mord par kho gai har Khu
shii dey key dard-e-jigar ajanabi ajanabi
Hum ney chun chun ke tinke banaaya tha jo
aa
shiyaan ha
saraton
se
sajaayaa tha jo
Hai chaman mein wahi aa
shiyaan aaj bhi lag raha hai magar ajanabi ajanabi
Ki
s ko maalom tha din ye bhi aayeinge mau
samon ki tarhan dil bhi bada jaayeinge
Din hua ajanabi raat bhi ajanabi
har ghari har pahar ajanabi ajanabi